Contents
What Is Domain Name Or Domain Name Kya Hai , Some Question About Domain Name :-
- What Is Domain Name Or Domain Name Kya Hai , Kaise Le ? Godaddy Se Le Ya Phir Bigrock Se ?
- Best Domain Name Kon Sa Hai ? { .IN , .COM, .Net } Kon sa Buy Kray ?
Maximum Logo Ko Ye Pta Hoga , But Jin Logo Ko Nhi Pta , Ye Post Un Logo Ke Liya Hai.
To Dosto In Sabhi Sawalo Ka Answer Aaj Me Is Post Me Denay Vala Hu .
Note :- Me Yha Apne Blog Per Website Kaise Banaye ?, Domain Name Kese Le ? Ki Puri Series Step By Step Dalnay Wala Hu , Aap Website Bnana Chatay Hai To Series Ko Follow Ker Saktay Hai.
What Is Domain Name Or Domain Name Kya Hai ?| Is Domain Name Identity Of A Blogger ? :-
- Dosto , Domain Name Ek Blogger Ke Liya Bhot Important Hota Hai , Kuki Ye Ek Blogger Ki Internet Ki Duniya Me Pachan Hoti Hai. Log Blogger Ko Us Ke Domain Se Pachentay Hai.
Example :-
- AllHindiMeHelp Ko Dekhtay Hai To Yhe Pta Chalta Hai Ki Yhe Amit Kumar Ka Blog Hai.
- ShoutMe Loud Ko Dekhtay Hai To Yhe Pta Chalta Hai Ki Harsh Aggerwal Ka Blog Hai .
Is Type Se Aap Bhi Apnay Blog ki Help Se Apni Ek Unique Pachan Bna Sktay hai .
What Is Domain Name Or Domain Name Kya Hai ? :-
Domain Name Ek Thray Se Internet Per Unique ADDRESS Hota Hai Or Ek Unique Ip Address Hota Hai . Log Is Unique Address Se Aap Ke Blog Tak Pauch Saktay Hai. Isi Ko Domain Khetay Hai .
Ek Example Se Samajtay Hai :-
- Suppose Aap Ne Ek Plot Buy Kiya , Aap Ne Us Me Ek Shop Open Ki To Aap Us Shop Ka Kuch to Name Dogay , Suppose RAJU SHOP WALA Name Diya , To Isi Name Ko Internet Ki Duniya Me Domain Name Khetay Hai .
- Aur Us Shop Me Chijo Ko Rakhney Ki Jhagay Ko , Internet Ki Duniya Me HOSTING Khetay Hai.
- www.logicalfact.in Ek Domain Hai , Jis Ke Help Se Aap Logical Fact Ko Jantay Hai .
Domain Ko 3 Type Se Divide Kiya Hua Hai , Jis Se Hum Domain Ko Identify Karte Hai :-
- Bottom Level Domain.
- Middle Level Domain.
- Top Level Domain .
- Ab Me Aap Logo Ko Kuch Top Level Domain Name Btata Hu , Jin Ko Aap Domain Buy Krnay Ke Liya Use Kr Sktay Hai. :-
- .com
- .in
- .co.in
- .info
- .edu
- .tv
- .net
- .org
- .gov
- .biz
- .COM , .IN, .CO.IN , .NET Aap Blogging Ke Liya Use Kr Saktay Hai .
- .EDU eduation ke Liya Hota Hai.
- .ORG kisi organisation ke liya hota hai .
- .gov Isay Goverment Use Kr Sakti Hai.
- .biz Ye Business Ke Liya Hota Hai.
Best Domain Name Kese Select Kray :-
Best Domain Name Select Krnay Ke Liya Kuch Chijo Ka Dhyan Rakhna Chye , Jese Bill Gates MICROSOFT Ke Liya , Mark Zukerberg FACEBOOK Ke Liya Janay Jatay Hai, Aap Ko Bhi Aap Ke Domain Name Se Jana Jayega Isliya Domain Name Buy Krtay Samay Kuch Points Ka Dhyan Rakhay :-
- Domain Name Vo Select Kray Jo Unique Ho , Aur Aap Ke Blog Ke Hisab Se Suitable Ho .
- Aap Ke Blog Ka Nature Aur Domain Name Ka Nature Same Hona Chye.
- Domain Name Me Kabhi Bhi ( 1234 Etc ) Aur Special Character Like :- ( @#$%&*^) Ye Use Nhi Kray .
- Domain Search Krtay Samay Dhyan De Jis Thray Ka Content Aap Apni Website Per Publish Krnay Ki Soach Rhaye Ho , Aap Ke Domain Name Se Aap Ke Bog Ke Nature Ka Pta Chal Rha Ho.
- Domain One Ya Two Word Se Jyda Buy Na Kray , Kuki Jyda Long Domain Logo Ko Yaad Nhi Rhayega.
Buying Domain From Godaddy ( .COM )| Domain Buy Kese Kare :-
Yha Me Aap Ko Btaunga , GODADDY Se .COM Domain Kese Buy Kere Step to Step :-
Step 1 :- Sab Se Phele GODADDY.COM Per Account Banana Padega . Account Banane Ke Liya ” Create Account ” Per Click Kray .
2:- Is Step Ke Bad Aap Ko Apni E-mail Id , Username , Password , Fill Up Kr Ke Create Account Krna Hai.
3 :- Jo Domain Aap Ko Purchase Krna Hai Vo Search Kray. Search Karne Ke Bad Is Type Ka Interface Show Hoga.
4 :- Add To Cart Per Click Kare , Pher Continue To Cart Per Click Kare.
5 :- Us Ke Bad Aap Ko Dekhna Hoga Ki Aap Credit Card Se Ya Debit Card Se Payment Kra Chatay Hai , Me Credit Card Se Krta hu tp mene Credit Card Vala Option Select Kiya Hai . Us Ke Bad Aap Ko Apni Bank Details Fill Up Krni Hogi .
6 :- Save Krnay Ke Bad Vo Billing Information le kr jayega.
7:- Us me Aap ko apna adress ki details fill krni hai us ke bad Aap Complete purchase krangay to aap ka domain registered ho jayega,
- Phir Aap Apnay Account ME , My Product Me Aa Ker Domain Ko Dekh Saktay Hai.
CONCLUSION :-
Dosto , Is Post Me Hum Ne Aap Ko Bataiya What Is Domain Name Or Domain Name Kya Hai ?
Best Domain Kise Purchase Kray Godaddy Se , Best Domain Provider Ke Bare Me Bataiya Jha Se Aap Bhuat Shi Price Per Accha Domain Buy Ker Sktay Hai.
- Ager Aap Ko Yhe Post Acchi Lagi To Isay Apnay Dosto Ke Sath Share Krna Na Bhulay,
- Aur Aap Ko Post Se Related Koi Bhi Doubt Ho, Then Please Contact Us At :- http://logicalfact.in/contact-us/
Thank You.
https://youtu.be/_9_qr-ODG1o