Contents
Facebook Group Kaise Banaye Or Fb Group Kaise Banaye ?
Hello Dosto , Ummid Karte Hai Aap Acche Hongey , Aaj Me Aap Ko Btaunga Ki Facebook Group Kaise Banaye Or Fb Group Kaise Banaye ?, Kya Hai ? , Benifit Kya Hai ?
- Facebook Sab Se Jyda Use Hone Wali Social Media Website Hai . Is Se Phele Hum Ne Aap Ko Facebook Id Create Karna Btaiya Tha.
To Dosto , Chaliye Suru Karte Hai …
Facebook Group Kya Hai ?
- Facebook Group Ek Type Se Community Hai Logo Ki , Jha Per Bhuat Se Log Ek Dusare Se Connect Rha Sktay Hai.
- Group Me Sabhi Member Posts Dal Sktay Hai.
- Yha Log Ek Particular Topic Per Discussion Kr Sktay Hai.
- Facebook Group Bilkul Page Ki Thray Hota Hai Bss Group Me Sabhi Member Post Dal Skta Hai , Aur Page Per Sirf Admin Hi Post Dal Skta Hai
Ye Kuch Famous Topic Hai Jin Per Aap Group Bna Sktay Hai :-
- Technology , Cooking Recipes , Computers , Bikes , Jokes , Teaching , Fashion , Gadgets , News ,Business , Local Business, Help Group Jha Sab Ek Dusare Ki Help Kr Skay , Etc Bhuat Si Category Hai , Jin Per Aap Group Or Page Dono Bna Sktay Hai.
Related Article :-
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye | Facebook Video Monetization Kya Hai ?
- Facebook Id Kaise Banaye In Hindi ?
Facebook Group Kaise Banaye ( Types Of Facebook Groups ) :-
1 . Open Group :-
- Open Group Me Koi Bhi , Kabhi Bhi Add Ho Skta Hai , Aur Kisi Ko Bhi Add Kr Skta Hai.
- Is Me Koi Bhi User Group Ka Name Dekh Skta Hai , Group Ko Search Kr Skta Hai , Group Ki Post Ko Dekh Skta Hai,.
- Koi Bhi User Group Ki Har Activity Ko Dekh Skta Hai , Examples :- Likes , Comments , Shares , Members , Active Group Hai Ya Nhi , Last Post Kab Ki Thi Group Me , ETC.
2 . Closed Group :-
- Closed Group Me Bhi Koi Bhi Join Ho Skta Hai , But Join Hone Ke Liya Request Send Krni Padti Hai Group Admin Ko , Pher Group Admin Ke Hath Me Hai Ki Vo Aap Ko Join Kare Ya Nhi.
- Koi Bhi User Group Ka Name Dekh Skta Hai , Group Ko Search Kr Skta Hai , Group Ki Activity Per Najar Rakh Skta Hai , Etc.
- Closed Group Me Sirf Group Member Hi Post Dal Sktay Hai , Baki Koi Nhi Dal Skta.
3 . Secret Group :-
- Secret Group Me Koi Bhi Join Ho Skta Hai But Jab Hi , Jab Koi Group Member Us Ko Add Kare .
- Sirf Group Ke Member Hi Group Me Post Kr Sktay Hai , Group Ka Name Search Kr Sktay Hai , Name Dekh Sktay Hai , Group Ki Activity Per Najar Rakh Sktay Hai, Etc.
Facebook Page Or Facebook Group Me Kya Difference Hai :-
1 :- Facebook Page Popular Chijo Ke Liya Hota Hai , Ex :- Politicians , Celebrities , Cricketers Etc , Jis Ko Log Follow Ker Skay , Us Ke Bare Me Daily Updates Le Skay. Jabki Group Me Esa Nhi Hai.
2 :- Page Me Sirf Admin Post ker Skta Hai , But Group Me Sabhi Members Posts Kr Sktay Hai.
3 :- Page Ko Hum Private Matlb Personal Nhi Bna Sktay , Is Ki Posts Sabhi Log Dekh Sktay Hai , Jabhi Group Ko Private Bna Sktay Hai , Jo Ki Post Group Members Ko Hi Dikhegi.
4 :- Ager Koi Brand , Company , Famous Product , Etc In Sab Ke Liya Page Banaya Jata Hai , Jabki Ager Koi Topic Ke Related Information Chaye To Group Banaya Jata Hai.
Facebook Group Kaise Banaye Or Fb Group Kaise Banaye Steps By Steps Process :-
Facebook Group Kaise Banaye Or Fb Group Kaise Banaye , Yha Per Step By Step Process Bataya Gya Hai :-
Step 1 :- Facebook Group Banane Ke Liya Sab Se Phele www.facebook,com Me Login Kare.
2 :- Us Ke Bad Aap Facebook Me Login Ho Jayengay , Apni Id Per Phir Left Side Me Niche Group Ka Option Milega Us Per Click Kare.
3 :- Us Ke Bad Create Group Ke Option Per Click Kare.
4 :- Us Ke Bad Group Ka Name , Address , Aur Group Kesa Rakhna Hai , Closed , Open Aur Private Choose Kare.
5: – Step 4 Karne Ke Bad Create Ke Option Per Click Kare , Us Ke Bad Aap Ka Group Create Ho Jayega.
To Dosto , Ab Aap Ka Group Create Ho Chuka Hai .
Facebook Group Kaise Delete Kare :-
Abhi Hum Ne Aap Ko Facebook Group Kaise Banaye Or Fb Group Kaise Banaye Ye Bataiya Hai , Ab Hum Usay Delete Krna Batayengay.
- Facebook Ne Facebook Group Ko Delete Karne Ka Option Nhi Diya Hai Abhi ,Future Me De De To Kuch Kha Nhi Sktay .
- Baki Aap Ko Group Delete Karney Ke Liya Phele Sabhi Member Ko Delete Krna Hoga, Us Ke Bad Aap Khud Remove Ho Jaye, Pher Aap Ka Group Delete Ho Jayega.
Note :- Ager Aap Phele Remove Ho Jate Hai Group Me Se To Group Delete Nhi Hoga , Group Ka Admin Koi Aur Ban Jayega.
Interesting Articles :-
- Instagram Se Paise Kaise Kamaye | Instagram Influencer Kaise Bane ?
- What Is Domain Name ? | Domain Name Kya Hai ?
- Web Hosting Kya Hai ? | How To Buy Web Hosting ?
To Guys , Aap Ko Ye Post Kesi Lagi Aap Humey Comment Kr Ke Bta Sktay Hai.
Ager Aap Ki Koi Query Aur Suggestion Ho To Aap Comment Kr Ke Humey Bta Sktay Hai.
Thanku.