Contents
Google Update Kya Hai Or Google Algorithm Kya Hai Or Google Rules Kya Hai ?
- Google Update Ke Kitne Type Hote Hai ?
- Ager In Updates Ke Under Humare Website Aa Jaye To Kya Hoga ?
- Ager In Ke Under Humare Website Hai To In Se Bhar Kaise Nikle ?
- To Guys , In sabhi Sawalo Ke Jawab Aaj Aap Logo Ko Is Post Me Milengay.
Mene Apni Website Per WordPress Ki Puri Series Dal Rha Hu , Website Kaise Banaiye , Kya Kuch Krna Chye, Etc . Aap WordPress Ki Category Me Ja Kr Detail Me Pdh Sktay Hai.
Google Update Kya Hai Aur In Se Kaise Bache ? | What Are Google Update And How To Save From It ?
- Google Update Vo Updates Hote Hai Google Ki Traf Se , Jo Google Search Engine Ki Listing Ko Aur Acchi Banate Hai.
- Matlab Yhe Ek Tarike Ke Rules Hai Jo Ki Logo Ki Help Ke Liya Hai. Taki Logo Ko Correct Information Mil Sakey.
- Google Palanity :- Ager Aap Ki Website Google Updates ( Rules ) Ke Hisab Se Update Nhi Hai To Google Aap Ki Website Ko Remove Kr Dega, Apne Search Engine Se. Ise Google Planity Khetay Hai.
- Dosto , jab Aap Website Bnaye To In Rules Or Google Algorithm Ke Hisab Se Banaye. Otherwise Google Aap Ki Website Ko Remove Kr Dega.
Google Update Algorithm Ke Types | Types Of Google Updates :-
Vese To Google Ke Bhot Se Updates Hai , But Basically Google Ke 3 Updates Hai Jin Ka Aap Ko Dhyan Rakhna Hai Ki Aap Ki Website In Rule Ke Hisab Se Hi Update Rhaye.
- Google Panda Update.
- Google Penguin Update.
- EMD Update ( Exact Match Domain ).
Google Update 1 ( Panda Update ) :-
- Google Ke Panda Update Me Kuch Rules Aate Hai . Aur Jo Website Un Rules Ko Follow Nhi Karegi , Google Usay Remove Kr Dega.
- Yhe Rule On PAGE SEO Based Hai , Jin Website Me Best Conent Nhi Hai , Vo Website Panda Update Ke Under Aati Hai , Google Unhe Remove Kr Skta Hai.
- Jab Aap Ki Website Panda Update Ke Under Aa Gyi Hogi To , Google Search Console Me Ek Message Kr Ke Bta Dega Ki Aap Ki Website Panda Update Me Hai.
- Ager Aap Chatay Hai Ki Aap Ki Website Panda Update Me Na Aaye To Aap Copy Content , Duplicate Content , Fake Content, Voileted Content, Pornography Content , Etc Post Nhi Kare Website Per.
Ager Aap Ki Website Panda Update Me Aa Chuki Hai To, Solve Ase Kaise Krey :-
Steps :-
- Search Console Me Jo Property ( Website ) Verified Hai, Use Delete Kr De.
- Phir Acche Se On Page SEO Kare , Keyword Stuffing Nhi Krengey.
- Phir 2 Ya 3 Month Ka Wait Kr Ke Property Ko Verified Kare.
Pher Search Console Me Ja Kr , Check Kare Aap Ki Website Panda Update Se Bhar Aa Chuki Hogi.http://logicalfact.in/connect-domain-and-hosting/
Interesting Article :-
- How To Connect Domain And Hosting From DNS ?
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye | Facebook Video Monetization Kya Hai ?
Google Update 2 ( Penguin Update ) :-
- Google Ka Penguin Update Basically OFF PAGE SEO Per Depend Hai.
- According To The Penguin Update , Jis Website Ke Relevant Backlink Nhi Hongey , Vo Website Penguin Update Me Aayegi.
- Relevant Backlink Matlab , Aap Apni Website Ke Nature Se Similar Website Per Hi Backlink Banaye.
Example :- Ager Meri Website Technology Se Related Hai To Me Backlink Technology Related Website Per Hi Bnaunga , Tab Hi Meri Website Penguin Update Me Nhi Aayegi.
- Ager Aap Chatay Hai Ki Aap Ki Website Is Update Me Nhi Aaye To Aap Apni Website Ke Relevant Backlink Banaye.
Ager Aap Ki Website Panda Update Me Aa Chuki Hai To, Solve Ase Kaise Krey :-
Steps :-
- Go To Search Console > Search Traffic > Link To Your Site > Your Most Linked Content > Click ( More ) > Download More Sample Link > Backlink Chunengay Jo Irrelevant Site Se Ho .
- Phir Google Disavow Toool Search Kare Google Me , Aur Diavow Website Open Kare.
- Us Me Apni Website Ka URL Dale.
- Irrelevant Backlink Ki File Upload Kr de Aur Done Per Click Kr De.
Phir Google Un Backlink Ko Delete Ker Dega Jis Ki File Aap Ne Upload Kri Hai.
Aap Ki Website Penguin Update Se Bhar Aa Jayegi.
Google EMD Update 3 ( Exact Match Domain ) :-
- Vo Website Jis Ne Apney Keyword Ke Name Se Domain Le Rakha Ho , Aur Us Keyword Ke Domain Per Apni Original Website Ka 301 Redirect Lga Rakha Ho , Vo Website EMD Ke Under Aati Hai.
Example :- Flipkart Ek Website Hai , Flipkart Ke Liya Buy Shoes Keyword Important Hai , Ager Flipkart Buy Shoes Ke Name Per Domain Le Ker , Buy Shoes Vale Page Per Flipkart Vali Website Ka 301 Redirect Lga De , To Flipkart EMD Update Me Aa Jayegi.
- Ager Aap EMD Update Se Bachna Chatey Hai To , Apne Website Ke Keyword Per Domain Purchase Na Karey , Aur 301 Redirect Na Lagaye.
Ager Aap Ki Website Panda Update Me Aa Chuki Hai To, Solve Ase Kaise Krey :-
Steps :-
Ager Koi Website EMD Update Me Aa Jati Hai To , Jo 301 Redirect Lga Rakha Hai Usey Remove Kr De , Website EMD Update Se Bhar Aa Jayegi.
Related Posts :-
- Instagram Se Paise Kaise Kamaye | Instagram Influencer Kaise Bane ?
- How To Get Free SSL For A WordPress Website ?
Aap Comment Kr Ke Jaroor Bataiye Ki Aap Ko Article ( Google Update Kya Hai ? ) Kaisa Lga.
Ager Aap Ka Koi Sujhav Or Ya Phir Kisi Bhi Type Ki Problem ho To Aap Comment Me Likh Saktay Hai .