Contents
How To Make Website From DNS :-
How To Connect Domain And Hosting From DNS , Aap Logo Ke Bhuat Sare Sawal Hongay , Like That :-
- DNS Server Kya hai ?
- Domain Buy Kr Liya Hosting Buy Kr Li But Ab In Dono Ko Connect Kaise Kray ?
- Kya Website Banane Ke Liya Domain Hosting Ko Connect Krna Padta Hai ?
To Guys , Aaj Hum In Sabhi Sawalo Ke Answer Is Article Me Danay Wale Hai.
DNS Server Kya Hai | What Is DNS Server ? :-
- DNS ( Domain Name System Server ) Ye Ek Tarike Ka Server Hota Hai , Jha Per Aap Ne Jitnay Bhi Domain Buy Kr Rakhe Ho , Un Sab Ki Detail DNS Server Me Save Kr Ke Rakhi Jati Hai . Is Thray Ke Server Ko Hi DNS Server Khetay Hai.
- Yhe Ek Wesite Banane Ke Liya Bhuat Important Factor Hota Hai.
DNS Server Kam Kese Krta Hai | How DNS Server Works ? :-
- Yhe Ek Tarike Medium Ka Kam Krta Hai.
- DNS Server Ka Kam Hota Hai Aap Ke Domain Name Aur Hosting Ko Connect Krna.
- Ager DNS Server Se Domain Aur Hosting Ko Connect Nhi Krangay To Jab User Aap Ki Website Ka Domain Name Google Me Search Kr Ke Websiye Per Aayega. To Us Ko Aap Ki Website Nhi Dikhegi . 404 ( Page Not Found ) Ka Error Aa Skta Hai.
- Isliya Humay Domain Name Aur Hosting Ko Connect Krna Padta Hai.
NOTE :-
- Ager Aap Ne Domain Aur Hosting Ek Hi Provider Se Li Hai , To Aap Ko Domain Aur Hosting Connect Krnay Ki Jaroorat Nhi Hai , Aap Ko Ye Dono Phele Se Hi Connect Milegi .
For Example – Ager Aap Ne Domain Aur Hosting Dono Godaddy Se Buy Kiya Hai , To Aap Ko In Ko Connect Krnay Ki Jaroorat Nhi Hai , Godaddy Walo Ne Phele Hi Connect Kr Diya Hoga.
- Ye Article Un Logo Ke Liya Hai , Jin Logo Ne Domain Aur Hosting Alag Alag Provider Se Liye Ho.
For Example :- Aap Ne Domain Godaddy Se Liya Ho , Aur Hosting Hostgator Se , To Aap Logo Ko Domain Aur Hosting Ko DNS Server Ki Help Se Connect Krna Hoga.
Connect Honay Ke Bad Hi Aap Logo Ki Website Ban Payegi.
Domain Aur Hosting Ko Connect Kare DNS Ki Help Se :-
Mene Mera Domain Godaddy Se Aur Hosting Hosgator Se Li Hai , To Me Ab Aap Ko In Dono Ko Connect Krnay Ka Process Btaunga .
Step 1 :-
- Jab Aap Hosting Buy Krangay Kisi Bhi Hosting Provider Se, To Aap Ko Vo Hosting Provider Ek Mail Send Krega.
- Ager Mail Nhi aya To Aap Hosting Provider Se Contact Krangay Phone no. Se Or Un Ko Bolengay Ki Nameserver , ID , Password Ka Mail Send Kr Do.
- Mail Anay Ke Bad Vo Kuch Is Thray Dikhega :-
2 :- Mail Me Se Nameserver 1 Aur NameServer 2 Ko Copy Ker Le .
3 :- Copy Krnay Ke Bad New Tab Me Jha Se Domain Liya Hai Vo Website Open Kray .
4 :- Mene Apna Domain Godaddy Se Liya Hai To Me Apna Godaddy Ka Account Open Krunga.
5 :- Us Ke Bad Ye Interface Open Hoga Us Ke Bad Apnay Domain Name Ke DNS Per Click Kray.
6 :- DNS Per Click Krnay Ke Bad Ye Interface Open Hoga, Is Me Jo Nameserver Hai Un Ko Remove Kr De.
7 :- Phir Jo Nameserver Mail Me Se Copy Kiya Tha Us Ko Paste Kr Save Kr De.
Ye Sab Step Krnay Ke Bad Aap Ka Domain Aur Hosting Ek Dusre Se Connect Ho Jayegay.
Umeed Krtay Hai Aap Ko Ye Article Accha Lga Hoga.
Aap Ka Koi Sujhav Ya Koi Question Hai To Aap Comment Me Likh Ke Bta Saktay Hai.
NOTE :- Is Se Aglay Artiles Me Hum Aap Ko WordPress Install Krna Batayengay Softacalous Se.
Other Articles :-